Tuesday, March 26, 2013

Naa shiyon ka hai, Na suniyon ka hai

Naa shiyon ka hai, Na suniyon ka hai,
Nawaasa Rasool to saarey jahan ka hai,

Na jhukaya sar pal bhar ke liye yazeed ke samne,
Salaam tujh per aye Hussain sarey jahan ka hai,

Bachaya jis deen ko bari qurbaani de kar,
Aaj wohi deen-e-Mohammadi sarey jahan ka hai,

Band kardiya jis darya ke pani ko,
Qasoorwaar wohi firaat sarey jahan ka hai

No comments:

Post a Comment