Thursday, August 1, 2013

Aaj Ki Baat Phir Nahi Hogi

Aaj Ki Baat Phir Nahi Hogi
Ye Mulakhaat Phir Nahi Hogi

Aise Baadal To Phir Bhi Aaayenge
Aisi Barsaat Phir Nahi Hogi

Raat Unko Bhi Yun Hua Mehsoo,
Jaise Ye Raat Phir Nahi Hogi

Ek Nazar Murd Ke Dekhene Wale
Kya Ye Khairaat Phir Nahi Hogi

Shab-E-Gham Ki Sehar Nahi Hoti
Hogi Yo Meri Ghar Nahi Hoti

Zingadi Tu Hi Mukhtasar Hoja
Shab-E-Gham Mukhtasar Nahi Hoti

Raaz Daaron Se Bach Ke Chalta Hoon
Gham Guzaaron Se Bach Ke Chalta Hoon

Mujhko Dhoka Diya Mere Sahaaron Ne
Ab Sahaaron Se Bachke Chalta Hoon

No comments:

Post a Comment