Saturday, May 25, 2013

Habibi Habibi Lyrics from Aazaan by Shraddha Pandit

Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 4 times
Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann
Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba
Sab hai sehmat marhaba habibi
Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 2 times
Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - 4 times

Yeh khoon siyaahi, hai deti duhaai
Bann ja tu meri, kehti khudaai
Tu hai mohabbat, hai daaye qayamat
Ho ja meharbaan, hogi inayat
Mehtaab hai tu meri jabi ka
Sartaaj hai tu kayanaat ka

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba
Sab hai sehmat marhaba habibi
Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 2 times
Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - 2 times

Huzar-o-nawazi, ho kar tu raazi
Haara main haara leja tu baazi
Sitam na sitam kar, kadam na kadam par
Aashiq hoon tera kuch toh reham kar
Mehtaab hai tu meri jabi ka
Sartaaj hai tu kayanaat ka

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba
Sab hai sehmat marhaba habibi
Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 2 times
Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - 4 times

No comments:

Post a Comment