Tuesday, March 12, 2013

Dum Hai toh Aaja Lyrics from Force by Javed Akhtar

Main hoon toofani, Duniya ki .rani

Main hoon toofani, duniya ki rani
Tu kya rokega, meri manmani
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujhse takrane, hey! dum hai to aaja

Main hoon toofani, duniya ki rani
Tu kya rokega, meri manmani
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujhse takrane, hey! dum hai to aaja

Zurm hai kya, paap hai kya, jane de
Jeete koi, kaise yahaan, yeh dikhlane de
Kisi ki nigaho'n ke, halke se ishare se
Duniya jhukti hai yeah....
Main hoon woh main hoon, maan le jo keh doon
Tera jo ghamand hai, sara main nikaloon
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujko harane, dum hai to aaja

Khatre ki parwah tu kar nahin
Marne se pehle, tu darr ke mar nahin
Jeena hai toh chun le
Kehti jo hoon main sun le
Duniya jhukti hai yeah....
Koi deewane, jo yeh naa mane
Lagta hai mujhko dushman jane
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Ladne ladane, yeah yeah
Dum hai to aaja

Main hoon toofani, duniya ki rani
Tu kya rokega, meri manmani
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujhse takrane, hey dum hai to aaja
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujko harane, dum hai to aaja

No comments:

Post a Comment