Chaahe kuch na kehna
Bhale chup tu rehna
Mujhe hai pata, tere pyar ka
Khamosh chehra, ankhon pe pehra
Khud hai gawaah, tere pyar ka
Teri jhuki nazar, teri har adaa
Mujhe keh rahi hai yeh dastaan
Koi shaqs hai jo ki inn dino
Tere zehan-o-dil pe hai chha gaya
Teri jhuki nazar, teri har ada
Mujhe keh rahi hai yeh dastaan
Teri zulf jab bhi bikhar jaati hai
Aye haseen tu haseen aur ho jaati hai
Jo kitaabo mein padhte rahe aaj tak
Woh pari humko tujh mein nazar aati hai
Teri hi baahon mein, panaahon mein
Rehna mujhe har dum sadaa
Teri hi yaadon mein, nigaahon mein
Rehna mujhe har dum sadaa
Teri hi baahon me, panaahon mein
Rehna mujhe har dum sadaa
Har dum sadaa
Chaahe kuch na kehna
Bhale chup tu rehna
Mujhe hai pata tere pyar ka
Khamosh chehra, aankhon pe pehra
Khud hai gawaah, tere pyar ka
Teri jhuki nazar, teri har ada
Mujhe keh rahi hai yeh dastaan
Koi shaqs hai jo ki inn dino
Tere zehan-o-dil pe hai chha gaya
Teri jhuki nazar, teri har ada
Mujhe keh rahi hai yeh dastaan
No comments:
Post a Comment