Urdu Poetry Shayari Lyrics SMS
Saturday, August 25, 2012
Woh janwaron ki khushbu
Woh janwaron ki khushbu,
Woh gobar ki badbu,
Woh sardi main mandi jana,
Aur janwaron ke sath latak kar wapas aana,
Woh pinduon ke nakhray,
Aur hamara satana,
Dil pasand ke bachhray,
Lasani ki bachhriyan,
Mubarak ho aapko EID ki khushiyan…
No comments:
Post a Comment
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment