Thursday, April 29, 2010

Mere Aesaab Mein Ik Jo Fariyad Thi, Woh Teri Yaad Thi,

Mere Aesaab Mein Ik Jo Fariyad Thi, Woh Teri Yaad Thi,
Aur Wehm-o-gumaan Jo Abaad Thi, Woh Teri Yaad Thi,

Mujh Pe Taari Raha Us Ka Ehsaas Baad-e-sabaa Ki Tarah,
Aesa Lagta Hai Jese Chaman-zaad Thi, Woh Teri Yaad Thi,

Ab Ke Yoon Bhi Hua Ke Safar Ne Mujhe Raasta Na Diya,
Faasilon Se, Hadhon Se Jo Azaad Thi, Woh Teri Yaad Thi,

Mere Ehbaab Ne Bhi Kabhi Na Kiya, Woh Mera Zikr Tha,
Tere Ashaaq Ke Lab Pe Fariyaad Thi, Woh Teri Yaad Thi,

Marhalaa Koi Tou Aaye Tajdeed Ka, Phir Teri Deed Ka,
Shaam Mehboos Thi, Soch Barbaad Thi, Woh Teri Yaad Thi,

Kuch Bhi Karne Ko Gar Thaan Lain To Humain Bi Kuch Parwah Nahin,
Mere Fikr-o-amal Ko Jo Seyaad Thi, Woh Teri Yaad Thi,

Apne Baarey Kabi Sochte Taaj Hum Bhi Majboor They,
Hum Ne Majnoon Kiya Aik Iftaad Thi, Woh Teri Yaad Thi..

Negative Thinking Is As Importnt

Negative Thinking Is As Importnt
As Creative Thinking
Coz
If Creative Thinking Invents Aeroplane
Den Negative Thinking Invents Parachute

Agar kush hai woh dekh kar ansu meri ankhon me

Agar kush hai woh dekh kar ansu meri ankhon me,
To khuda ki kasam hum muskurana hi chod denge.
Tadapte rahenge use dekhne ko
Magar uski taraf palke uthana hi chod denge.
Wo manjil hi kya meri jo dukh de us ko,
Khuda ki kasam us manjil pe hum jana hi chod denge!

Ghuttan Phr Kis Tarah Kam Ho,K Chhoty Sy Gharondy me

Ghuttan Phr Kis Tarah Kam Ho,K Chhoty Sy Gharondy me
Kahein Hum Khawaab Rakhty Hen,Kahein Taabeer Rakhty Hen

Wednesday, April 28, 2010

A Teacher lecturing on population -

A Teacher lecturing on population -
In India after Every 10 sec a
woman gives birth to a kid.

A Sardar stands up-
we must find & stop her!.

Tuesday, April 27, 2010

Hurffay Sada Nahi Badla Kartey

Hurffay Sada Nahi Badla Kartey
Daikh! Lehja Nahi Badla Kartey

Hum Say Badla Na Gaya Rang'gay'Wafa
Loog Kya Kya Nahi Badla Kartey

Ishiq Waloon K Gali Kochoon Main
Geet Lehja Nahi Badla Kartey

Khud Say Jitne Bhi Pa'shay'man Sahee
Dil Ka Rishta Nahi Badla Kartey

Khuf Kaisa Bhi Ho Tufanoon Ka
Apna Darya Nahi Badla Kartey

Kohi Rott Ho Ya Mere De'daye'dil
Apna Sehraa Nahi Badla Kartey.!

I am in hospital now

I am in hospital now. After 5 minutes, I will be transferred to a surgery room. The doctor told me, I will die if I stop RECEIVING YOUR SMS

Totate sitare ko daikh kar kheal aea

Totate sitare ko daikh kar kheal aea
Jaan se guzarne ka marhala bhi rehta hai

Sunday, April 25, 2010

I Was Not

I Was Not
Always HEARTLESS
But
After You Broke My HEART
I Start Using My
HEART - LESS

Rat gehri hai dar bhi saktey hain

Rat gehri hai dar bhi saktey hain
hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain

aap jo roothey to yeh bhi na soocha
hum to pagal hain mar bhi saktey hain

Sochta hon k abb anjam e safar kia ho ga

Sochta hon k abb anjam e safar kia ho ga
Log bhi kanch k hain rah bhi patharili hai

Saturday, April 24, 2010

Isi dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi apni

Isi dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi apni,
Kabhi yeh zindagi ke marhley asaan to hon ge..

Qatal-e-Hussain Asal Mein Marg-e-Yazeed Hai

Qatal-e-Hussain Asal Mein Marg-e-Yazeed Hai,
Islam Zinda Hota Hai, Har Kalbala Ke Baad

I juz want 2 steal a single moment out of ur busy life

Dere's no Special reason for dis msg,
I juz want 2 steal a single moment out of ur busy life and hope I can make u smile n say...
Someone remembers u

Dill Mera Ekk Kitabb Ki Surat

Dill Mera Ekk Kitabb Ki Surat
Jiss Mein Wo Hai Gulabb Ki Suratt
Mein Karri Dupahir Ki Tanhaie
Woh Shab e Mahtaabb Ki Suratt

Aankhon Se Mere IsLye Laali Nahi Jaati,

Aankhon Se Mere IsLye Laali Nahi Jaati,
Yaadon Se Koi Raat Jo Khaali Nahi Jaati,

Maange Agr Jaan B Tu Hans k Tuje DeDen,
Teri Tu Koi Baat B Taali Nhi Jaati,

A? Koi AaKr Ye Tera Dard Sambhaale,
HumSe Tu Ye Jhaageer Sambhaali Nahi Jaati,

HumRaah Tere Jo Phol Khilaati Thi mere Dil Me,
Ab Shaam Wohi Dard Se Khaali Nahi Jaati,

Htm Jaan Se Jaayen Ge Tbi Baat Banygi,
TujSe Tu Koi Raah Nikaali Nhi Jaati,

Friday, April 23, 2010

Choomna kya usey aankhon se lagana kesa

Choomna kya usey aankhon se lagana kesa,
Phool jo coat se gir jaye uthaana kesa,

Apne honton ki haraarat se jagaao mujh ko,
Yoon sadaaon se dam’e’subaah jagana kesa.

Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne

Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne,
Tumhare liye God se wish kiya humne,

Tumhari yaad chupke se chali aayi toh,
Toh bade pyaar se SmS kiya humne.

Eid ul adha is eid of sacrifice

Eid ul adha is eid of sacrifice.
And commitment to Allah orders.
May Allah bless us with the same in all circles of life.
And help all amongst us, who r helpless, worried.
And waiting for his rehmat, Ameen. Eid Mubarak.

Phir ati hai usi sehra se awaz e jaras muj ko

Phir ati hai usi sehra se awaz e jaras muj ko
Jahan majnoo se diwane bhi himat har bethe hain

thousands laid down there lives

thousands laid down there lives so that our country breath this day... never forget there sacrifice..Happy Independence day

Mother stands for

Mother stands for

M - For the MILLION things she gave me,
O - For shes growing OLD,
T - For the TEARS she shed to save me,
H - For her HEART of purest gold,
E - For her EYES, with love-light shining,
R - For she is always RIGHT and always be.

Main azal ki shaakh se toota hua,

Main azal ki shaakh se toota hua,
Phir raha hoon aaj tak bhatka hua,

Dekhta rehta hai mujhe ko raat din,
Koi apne takht per betha hua,

Chand taare dur peechey reh gaye,
Main kahan par agaya urta hua,

Band khirki se hawaa ati rahi,
Aik sheesha tha kahin toota hua,

Khirkiyon mein, Kaghzon mein, Maiz per,
Saarey kamre mein hai woh phelaa hua,

Apne maazi ka samundar chaaniye,
Ik khazaana hai yahan dooba hua,

Doston ne kuch sabak aese diye,
Apne saaye se bhi hoon sehma hua,

Kis ki aahat atey atey ruk gayi,
Kis ne mera saans hai roka hua?

i wish i was ur blanket

i wish i was ur blanket,i wish i was ur bed, i wish i was ur pillow underneath ur head,i wanna b around u,i wanna hold u tight, & b the lucky person who kisses u goodnite

Thursday, April 22, 2010

Kabhi To Aisa Bhi Ho Ke logon

Kabhi To Aisa Bhi Ho Ke logon Ki Baat Sun Kar
Meri Taraf Tum, Raqabtoon Ki Jalan Mein Aao….!!

There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary

Hitler says,
"There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary"
Sardar says:Ab bolne se kiya fayidah?
"Jub kharidi thi tab hi check karna tha na"

ankhon ka rang k bat ka lehja badal gaya

ankhon ka rang k bat ka lehja badal gaya
wo shaks ek pal main kitna badal gaya
shahyed wafa k khiyaal se ukta gaya tha wo
jo manzil k pass a kar rasta badal gaya

Ik mohabbat ka mashghala le ker

Ik mohabbat ka mashghala le ker
Zindagi khoob phir tabah ki hum ne

Wednesday, April 21, 2010

How true my feelings were

How true my feelings were I found out to be The best thing in my life Was when you married me Thank you my loving wife(loving Husband), For the years we share I know one thing for sure We make a wonderful pair

Chand Ko – Gharoor Shayari Sms

Chand Ko – Gharoor Shayari Sms

chand ko garoor hai q ke us ke pass noor hai
main q garoor karo mera chand toh dhoor hai

Yoon be_kal be-kal lamhoon main

Yoon be_kal be-kal lamhoon main
Jab bojhal bojhal qadmoon sey
Sahil ki taraf main jati hoon
Tumhain saath main aksar paati hoon
Jab aati jati mojoon sey
be-rabt si baatain karti hoon
Tab yaad tumhain main karti hoon

Kabhi aadhi raat ko uth kar jab
Be-wajha tehla karti hoon
Ya apney kamrey ki khirki sey
Chand ko dekha karti hoon
Aur uss ki thandi roshni ko
Ang ang main samoya karti hoon
Tab yaad tumhain main karti hoon

Jab zabt k khooni panjoon sey
Main apna app bachati hoon
Kar kar k yaad wo guzrey pall
Main pehron ask bahati hoon
Phir ankhoon k totey taroon sey
Aanchal ko bhigoya karti hon
Tab yaad tumhain main karti hoon

Dhalte saeon me tere kochee se

Dhalte saeon me tere kochee se
Koi guzra ha barha tanha

Cow ka sample!

Cow ka sample!

_ (.”.) _
‘-’/. .’-’
/_ _ _…._
(` o o `)—` ‘.
jgs /”—”`
| / ;|
| | ||
/
`;-’| |-.-’-, |)
( | ( | `-uu ( |
|| || || ||
/_( /_( /_(/_(

Jis ne Qurbani mein hissa lena hai wo sirf 100 ka
balance bhej kar booking karwa le!

Tuesday, April 20, 2010

Zulmat Ko Ghata Kehne Se Khatra Nahi Jata

Zulmat Ko Ghata Kehne Se Khatra Nahi Jata
Deewar Se Bhoonchal Ko Roka Nahi Jata

Zaato’n K Tarazu Mein Azmat Nahi Tulti
Feetey Se Tou Kirdaar Ko Napa Nahi Jata

Darya K Kinary Tou Pohanch Jaty Hyn Pyaase
Pyaaso’n K Ghar Ko Kabhi Darya Nahu Jata

Wapis Nahi Hona Hy Tou Paao’n Hii Kata Do
Iss Morr Se Aage Koi Rasta Nahi Jata

ALLAH Jise Chahe Usay Deta Hy Sab Kuch
Izzat Ko Dukaano’n Se Khareeda Nahi Jata

Like People – Latest Mothers Day Poem

Like People – Latest Mothers Day Poem

Melodies, like people, have a home. Otherwise, they’d wander aimlessly.

They modulate and mutate as they roam, Having held their own quite painlessly,

Eventually returning to the heart Reserved for them by nature or by art,

Savoring that long-sought tonic tone.

If You Leave Someone

If You Leave Someone
At Least Tell Them
WHY

Because

What's More Painful Than
Being Abandoned
Is Knowing
You Are Not Worth An
Explanation

Ab Wo Roothe To Use Manana Nahi Ja Kar

Ab Wo Roothe To Use Manana Nahi Ja Kar
Seh Lein Ge Dukh Use Sunana Nahi Ja Kar

Laut Aaye Ga Zaroor Ager Wo Mera Hua
Aj Se Teh Hua Khud Bulana Nahi Ja Kar

Use Chaha Hai Use Chahte Rahein Gey
Us Ke Dil Mein Kia Hai Azamana Nahi Ja Kar

Mile To Barsa Dein Ge Apna Sab Kuch Us Pe
Nahi To Haal-E-Dil Bhi Batana Nahi Ja Kar

Monday, April 19, 2010

Mujh Ko Dhoond Laita Hai Nitt Naye Bahanay Se

Mujh Ko Dhoond Laita Hai Nitt Naye Bahanay Se
Dard Ho Gaya Waaqif Meray Her Thikanay Se

Special dua 4 special person

Special dua 4 special person:
May
Allah almighty bless u with
Sehat,
Rahat,
Nemat,
Izzat,
Barkat,
Dault,
Salamti,
Hayati,
Kamyabi &
unlimited khushiyan :)

EID MUBARAK

Na junoon raha rukh-e-wafa

Na junoon raha rukh-e-wafa, ye rasn, ye daar karo gy kia
Jinhain jurm-e-ishq pe naaz tha, wo gunah-gaar chalay gaye

Muft Me Ehsaan Na Lena Yaaro

Muft Me Ehsaan Na Lena Yaaro
Dil Abi Or B Sasty Hon Gy

Sunday, April 18, 2010

mubarak!! mubarak!!

mubarak!! mubarak!!
shaadi ki mubarak..
aray nahi EID MUBARAK..
itni kushi main sab kuch bul gaya par tumhe nahi…
maza karo, ishq karo, pyaar karo, or muje vapas
sms karo.

DARD K PHOOL KHILTAY HAIN BIKHAR JATAY HAIN

DARD K PHOOL KHILTAY HAIN BIKHAR JATAY HAIN
Zakham kese b hon kuch din mai bhar jaty hain

Rasta rokay khari hai ye uljhan kb se
Koi poochay to kahain kya k kidhar jatay hain

Narm alfaaz bhali batain Mohazib lehjay
Pehli barsaat mai hi ye rang utar jatay hain

Us dareechay mai b ab koi nahi or hm b
Sir jhukaay huey chup chap guzar jatay hain.

Shair logon ke bohat yaad hain auron ke liye,

Shair logon ke bohat yaad hain auron ke liye,
Tu milay to main tujhe shair sunaaon apne..

Saturday, April 17, 2010

Dil Ki Masoom Ragai?n Toot?ti Hain

Dil Ki Masoom Ragai?n Toot?ti Hain
Yaad Itna Bhi Na Aaye Koi

Bohat din tak na phir simta karain ge,

Bohat din tak na phir simta karain ge,
Tumhain yu’n toot kar chaha karain ge,

Teri har saans ko orrhain ge tan par,
Tere har naqsh ko chooma karain ge,

Tumhain chahat se bhar kar bazu’on mein,
Bhari barsaat mein bheega karain ge,

Sunehri dhoop ki kirno’n ke neechey,
Tere zaano’n pe sar rakha karain ge,

Palat kar shaam ko ghar aaon ga jab,
To bahar ghoomne jaya karain ge,

Zamana rashk se dekhe ga hum ko,
Kahin jab sath mein guzraa karain ge,

Tere bin hum magar aye jaan-e-Dayem,
Koi sapna kahan poora karain ge..

Toti hai meri Neend Mgar tum ko es sy kya

Toti hai meri Neend Mgar tum ko es sy kya
Bajty rahein hawaoon say dar tum ko es sy kya

Tum moj moj Misl-e-Saba Ghoomty raho
Kat jaen meri soch k par, tum ko es sy kya

Oron ka hath thamo, unhen rasta dikhao
Mein bhul jaoon apna hi ghar, tum ko es sy kya

Lay jaein Mujhay Mal-e-Ganeemat k sath adouu
Tum nay to daal di hai sapar, tum ko es sy kya

Tum nay to thak k dasht mein khaimay laga liyee
tanha kattay kisi ka safar,tum ko es sy kya..!!!

Mil Ke Bicharna Dastoor Hai – 4 Lines Poetry

Mil Ke Bicharna Dastoor Hai – 4 Lines Poetry

Mil Ke Bicharna Dastoor Hai Zindagi Ka
Ik Yahi Qissa Mashoor Hai Zindagi Ka
Beete Hue Pal Kabhi Laut K Nahi Aate
Yehi Sab Se Bara Qasoor Hai Zindagi Ka

Teri aghosh mai sar rkh k jo so jaon kbh

Teri aghosh mai sar rkh k jo so jaon kbh
Kachi neendon mai mjhy cho k uthana na kbh

Khuwab mai holey sa muskra k jo karwat badlon
Apny khuwabon k tilisim sa jagana na kbh

Tere dil mai jo kisi or ki chahat ubhrey
Bhul kr bh mjhy ye bat batana na kbh

Ye nh kehtey k hr lmha mjhy yad rkho
Pr hamesha k lia mjhko bhulna na kbh.

Friday, April 16, 2010

mujh sey baad-d-bahara’n nay ro ker kaha

mujh sey baad-d-bahara’n nay ro ker kaha,
teri qismat bahaaro’n k qabil nahi,

teri dunya hay ashkon may dobi hoi,
teri aankhen nazaaro’n k qabil nahi,

meri kashti ko toofa’n ne bosy diay,
boli moj-e-talatum mujy deikh kar,

teri taqdeer may hain bhanwar hi bhanwar,
teri kashti kinaro k qabil nahi,

usney mehfil se mujko utha ker kaha,
meyra peecha KHUDA k liy chor do,

meri mehfil mein phir na aana kabhi,
ye muhabat k maaron k qabil nahi

Thursday, April 15, 2010

Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh,

Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh,
Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress,
Doston ka sath aab chalo Ghumne,
Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne.
Tumko bhi EID MUBARAK

Wishing U A Very Happy Eid Mubarik

May Allah this occasion flood your life with happiness,

ur heart with love,

ur soul with spirtual,

ur mind with wisdom,

wishing u a very Happy Eid Mubarik

Two Lines Shayari in Hindi

Two Lines Shayari in Hindi

Chalo Ab Uth B Jaao Ae Mehwy-E-Khuwab Husan-E-Jana!
Main Pagal Sa Ho Gaya Hoon Tamaam Raat Tery Husan Ki Hifaazat Karty Karty!

Wednesday, April 14, 2010

Sukoon ka aik lamha bhi mayassar nahe mujh ko

Sukoon ka aik lamha bhi mayassar nahe mujh ko
Mohabbat ko sulati hoon to nafrat jag uthti hey.

Sila mile na mile khon e dil chirakte chalain,

Sila mile na mile khon e dil chirakte chalain,
Har ik khar hai dasat e talab bharhae hoe.

Uss Ne Phool Bheje Hain

Uss Ne Phool Bheje Hain
Phir Meri Ayadat Ko
Ekk Ekk Patti Mein
Un Labon Ki Narmi Hai
Un Jameel Haathon Ki
Khushguwar Hiddat Hia
Un Lateef Sanson Kee
Dilnawaz Khushbu Hai
Dill Mein Phool Khilte Hain
Rooh Mien Charaghan Hai
Zindaggi Muattar Hai!
Phr B Dill Kehta Hai
Zindaggi Muattar Hai!
Phr B Dill Kehta Hai
Baat Kuch Bana Leta
Wqt Ke Qeemati Khazane SE
Ek Pall Churra Leta
Kaash...Wo Khud Aa Jata

Kal shab Aik hawa ka jhonka aya

Kal shab
Aik hawa ka jhonka aya
Phir se uski aahat ka dhoka aya
Ashkon ki barsat thi shayed
Jo hawa ke sang koi
Lamha roota aya
Shayed
Naag-e-tanhai ne dassa hai usay
Khusbu-e-zehar may mehka
Wo jhonka aya

Kitna tanha hogaya ho ga wo
Jo har sandesa uska tanha sa aya
Silsila-e-rafaqat to khud hi
Qatta kar gaya tha wo
Kiyun phir hawa ka har pehlu
Khuwahish-e-vasl may behta aya

Tuesday, April 13, 2010

Do u know da meaning of EID

Do u know da meaning of EID?

I think it mean ‘ENJOY in DUNIYA’

So, In ur life all moments bring EID for u!!!!

I Want to Say – Happy Mothers Day

I Want to Say – Happy Mothers Day

I want to say how proud I am of you
That you have broken free of your addiction.
It’s something I don’t know that I could do
Were I so sorely tried by your affliction.
My years of growing up were on my own,
As you were in the belly of your beast,
The two of us indifferent and alone,
Most in need of love while loving least.
How sad! That you and I have lost those years:
I, of childhood, and you, of your only child.
But now’s the time for joy and not for tears,
For you are well, and we are reconciled.
Whatever life may bring or time may prove,
Know that you will always have my love.

Na Takht-o-Taaj ki hai Arzo

Na Takht-o-Taaj ki hai Arzo
Na Bazm-e-shah ki hai Justaju
Jo Nazar se dil ko badal sky
Mujhe Us Nigah ki Talash Hai

Khuda Ko Dikh Raha Hoga Na Dil Tujh se Juda Hoga.

Khuda Ko Dikh Raha Hoga Na Dil Tujh se Juda Hoga...
teri taqdeer me mujh ko wo ab to likh raha hoga

Jub Seena Ghum Se Bojhal Ho

Jub Seena Ghum Se Bojhal Ho
Aur Yaad Kisi Ki Aati Ho
Tub Kamrey Main Bund Ho Jana
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Aankhein Baghi Ho Jaein
Aur Yaad Main Meri Bhar Aaein
Phir Khud Ko Dhuka Mat Dena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Pulkeen Kerb Se Mondi Hoon
Aur Sub Sumjhein Tum Sotey Ho
Tub Moan Pe Takya Rakh Lena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Yeh Duniya Zalim Duniya Hai
Yeh Baat Bohoot Phailaye Gi
Tum Samney Sub Ke Chup Rehna
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Barish Chehra Dho Daley
Aur Ashk Bhi Boondein Lagtey Hoon
Woh Lamha Hergiz Mat Khona
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena

Monday, April 12, 2010

Do pyase dil aik huwe hain aise

Do pyase dil aik huwe hain aise
Bichare ge ab kaise

Tum pyaar mujhye karte hi rahna
Sari umar tum aise

Ek douje main kho jate hain
Nadiya sagar jaise

Tuj se hay yeh zindgani
Tuj se hay jiwan kahani
Tuj se hay sanj aur sawera

Sathi kabhi tu na ruthe
Rasmon ki diwaar tutye
Tutye na bahoon ka ghira
Mere sanam teri kasam
Tuj se hay wahda yeh mera
Aise raheen ge
nain aur nindea jaise

Qadmon tale har khushi hay
Kitni haseen zindagi hay
Jiwan yunhi beet jaye

Aankhon k tu roeberoe hay
Dekhon jidhar tu hi tu hay
Tuj bin nazar kuch na aye
Hay zindagi humain kabhi
Zamana judaa kar na paye
Aise raheen ge
phool aur khushbo jaise

If your a Vegetarian to be nice to animals

If your a Vegetarian to be nice to animals, why are you eating there food

mujhy kinare ki kab tamana hai

mujhy kinare ki kab tamana hai
tera zaroori hai paar jana

magaer ye deiko k aaj
darya chadha howa hai

bipharte darya ki sorkh mojain
bata rahi hain

khiraj mangy hai aaj darya
mari jo mano

too aisa kar loo
mujhy sharik e safar bana loo

khiraj mangy jo tum se darya
mujhy bhanwar mein utaar deina

tera zaroori hai paar jana…

Ye dil bhulata nahi hay muhabbatein us ki

Ye dil bhulata nahi hay muhabbatein us ki
pardi hoi thein mujhay kitni aadatein us ki

Ye mera sara safar us ki khushboowon mein kata
mujhay to rah dikhati thin chahatein us ki

Main door honay lagi hon to aesa lagta hay
keh chhaon mein jesi thin mujh pe rifaqatein us ki

Ye kis gali mein kis sheher mein nikal aayay
kahan e reh gain logo sadaqatein us ki

Main barishon mein juda ho gai hon us say magar
ye mera dil, meri sansein amanatein uski

Sunday, April 11, 2010

Mere lehje mein jo aansu se utar aye hain

Mere lehje mein jo aansu se utar aye hain,
Kitne barson ke sitam aankh main dar aye hain,

Tum gaye they to yeh dehleez na dekhi thi kabhi,
Aaj tum aaye to hum laut ke ghar aaye hain,

Jaane tanbeeha ki dhamki ke basharat hai koi,
Mere aangan mein jo tootay huye par aaye hain,

Ab hamain khauf hai jeeney ka na mar mitne ka,
Teri chokhat se jo aye hain to mar aye hain,

Justaju jis ki thi, us ko to na paya hum ne,

Justaju jis ki thi, us ko to na paya hum ne,
Iss bahaney se magar dekh li dunyaa hum ne..

chand nikle kisi janib teri zebai ka

chand nikle kisi janib teri zebai ka
rang badle kisi surat shab-e-tanhai ka

daulat-e-lab se phir ai khusraw-e-shirin-dahan
aj riza ho koi harf shanasai ka

dida-o-dil ko sambhalo k sar-e-sham-e-firaq
saz-o-saman baham puhuncha hai ruswai ka

Jis key naseeb mein hon zamaney ki thokar’ein

Jis key naseeb mein hon zamaney ki thokar’ein!
Us bad-naseeb sey na sahar’on ki baat ker.

Saturday, April 10, 2010

Near of far wherever u r

Near of far wherever u r,
My best wishes r with U,
Tum jiyo hazaron saal,
May success & joy be yours everyday,
Yehi hai meri wish dil se!

Happy Raksha Bandhan

Door waadiyoN mein dhundley badal

Door waadiyoN mein dhundley badal
chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain,
Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain

Hi & Good Morning!

Hi & Good Morning!
Arz hai,
Chai ke cup se uthte dhuein mein teri shakl nazar aati hai,
Tere khyalon mein kho kar aksar meri chai thandi ho jaati hai.

Wo bujhey gharon ka chiragh tha yeh kabhi kisi ko khabar na ho

Wo bujhey gharon ka chiragh tha yeh kabhi kisi ko khabar na ho
usey le gai hai kahan hawa? yeh kabhi kisi ko khabar na ho

Kai log jaan se jayein gey merey qatiloon ki talash main
Merey qatl main mera haath tha? yeh kabhi kisi ko khabar na ho

Wo tamaam duniya ke wastey jo muhabaton ki misaal tha
Wohi apney ghar mein tha bewafa yeh kabhi kisi ko khabar na ho

Kaheen masjidon main shahadatain kaheen mundiron main adaalutain
Yahan kon kerta hai faisla yeh kabhi kisi ko khabar na ho

Merey pass jitni hai roshni yehi hai chiragh ki zindagi
Mein kahan jala mein kahan bujha yeh kabhi kisi ko khabar na ho

Mujhe jaan kar koi ajnabi wo dikhla rahey hain gali gali
Isi sheher mein kabhi mera ghar bhi tha yeh kabhi kisi ko khabar na ho

Wo samajh ke dhoop ka dewta mujhe aaj poojney aaye hain ?
Main charagh hoon teri shaam ka yeh kabhi kisi ko khabar na ho..

Earth may stop rotating

Earth may stop rotating
Birds may stop flying
Candles may stop melting
Fishes may stop swimming
Heart may stop breathing

But I will never stop
Missing you my friend

Mera naam tak jo na ley saka

Mera naam tak jo na ley saka
Jo mujhe Qarar na dey saka

Jisey ikhtiyaar to tha magar
Mujhe apna pyaar na dey saka

Wohii shakhs merii talash hy
Wohii dard merii hayat hy…

Jo Chala gaya mujhe chhor kar
Wohii aaj tak mere pass hy..

Work as though you would live forever

Work as though you would live forever,
and live as though you would die today.

(Og Mandino)

Friday, April 9, 2010

Bheer Main Ik Ajnabi Ka Saamna Acha Laga

Bheer Main Ik Ajnabi Ka Saamna Acha Laga
Sub Se Chup Kar Wo Kisi Ka Dekhna Acha Laga

Surmayi Ankhon K Neechay Phool Se Khilnay Lagay
Kehtay Kehtay Kuch Kisi Ka Sochna Acha Laga

Baat Tau Kuch B Nahi Thi Laikin Is Ka Aik Dum
Haat Ko Honton Pe Rakh K Rokna Acha Laga

Dil Main Kitnay Ahad Bandhay Thay Bhoolnay K Usay
Wo Mila Tau Sub Iraday Torna Acha Laga

Ab Bhala Chorh Ke Ghar Kia Kartay

Ab Bhala Chorh Ke Ghar Kia Kartay
Shaam Ke Waqt Safar Kia Kartay

Teri Masroofiatain Jaantay Hain
Apne Aanay Ki Khabar Kia Kartay

Jab Sitaaray Hee Nahi Mil Paaye
Le Ke Ham Shams-o-Qamar Kia Kartay

Wo Musaafir Hee Khuli Dhoop Ka Tha
Saaye Phaila Ke Shajar Kia Kartay

Khaak Hee Awwal-o-Aakhir Thehri
Kar Ke Zarray Ko Gohar Kia Kartay

Raaye Phele Se Bana Li TU Ne
Dil Mein Ab Ham Tere Ghar Kia Kartay

Ishq Ne Saaray Saleeqay Bakhshay
Husn Se Kasb-e-Hunar Kia Kartay

Your mother bore you

Your mother bore you
For 9 months ,
She watched her feet
Swell, she struggled to
Climb stairs,
She got breathless quick,
She bore excruciating pain,
She suffered many sleepless
Nights,
She became your nurse, your
Chef, your teacher, your
Cleaner, your launderette, your
Friend.
She struggled for you, but not
Did she see it as a struggle,
Not once did she develop
Regrets after all this ...
How dare you say even
"uff" to her ...

I love my mother beyond limits

Do you ... ? ? ?

Suna ho ga bohat tum ne

Suna ho ga bohat tum ne.
kaheen ankho ki rim jhim.
kaheen palkon ki shabnam.
parha ho ga bohat tum ne.
kaheen lehjey ki barish.
kaheen sagar k ansu.
magar tum ne kabhi humdum.
kaheen dekhey? kaheen parkhey?
kisi tehreer k ansu.
mujhe teri judai ne.
yehe mehraj bakhshi hai.
k main jo lafz likhta hon.
wo sarey lafz rotey hain.
k main jo hurf bunta hon.
wo sarey ben kartey hain.
mere sang iss judai main.
mere alfaz rotey hain.
subhe tahreef kartey hain.
meri tehreer ki lakin.
kabhi koi nahi sunta.
mere alfaz ki saski.
falak b jo hila daley.
mere lafzon main hain shamil.
ussi taseer k ansu.
kabhi dekho mere humdum.
meri tehreer k ansu…

Thursday, April 8, 2010

Yehi behtar hai k katra k nikal janay do

Yehi behtar hai k katra k nikal janay do
Saamna ho ga to phir tujh pe machal jaonga. !

“Kuch Khwab The Meri Ankhon Mein

“Kuch Khwab The Meri Ankhon Mein
Tujhe Pa Lene Ki Chahat Thi…….!

Chand Lafzoon Mein Hi Kehta Hu
Mujhe Tum Se Bahut Mohabbat Thi

Per Tum Kya Jano Chahat Ko……!
Tumhe Ho Jati To Poochta mai

Dil Jab Jab Toot Ke Rota Hai……… !
Kya Dard Tumhe Bhi Hota hai

Ye Khwaab Haqeeqat Ho Jaye
Kisi Apne Jaise Sang-dil Se…….!

“Tujhe Kash Mohbbat Ho Jaye”

Kia Qasoor – Dil Jigar Poetry in Urdu

Kia Qasoor – Dil Jigar Poetry in Urdu

Kia Qasoor Hai In Dunya Walloon Ka
Hum Ney Tuu Dil Liya Dil Walloon Ka
Na Jani Kiun Lagta Hai Esee
Key Toot Na Jae Koe Raishta Jese
Ab Tuu Her Dem Yehe Khoof Rehta Hai
Dil Mera Mujh Sey Yehe Kehta Hai
Na Dagha Ker Na Youn Mujh Sey
Bas!K ehna Tha Yahi Youn Tujh Sey

Main jinki rah takta hon na jany kitny arsy se

Main jinki rah takta hon na jany kitny arsy se
Koi un se zara pochy wo milny Q nahi aye

Wednesday, April 7, 2010

Uthti Rahi Hai Cheekh Aaj

Uthti Rahi Hai Cheekh Aaj Samandar Me Saari Raat,
Musafir Koi Humain Phir Nakaamyaab Lagta Hai…

Piyaas Aisi Ke Pee Jaon

Piyaas Aisi Ke Pee Jaon Samunder Saaray Faraz
Naseeb Aisa Ke Muyassar Zeher Bhi Nahi…

Iss trha doobe hain us ki yadon k samandar main

Iss trha doobe hain us ki yadon k samandar main
Ke dil ka dharakna b us k kadmon ki awaz lagti hai.

raat teri yaad ki ridaa oorh kar soo rahey thay

raat teri yaad ki ridaa oorh kar soo rahey thay
goyea kay sukoon-e-dil koh kar soo rahey thay

gaye dinoon kay azaab hotey lamhay
ajab andaz se dil ke taar choo rahey thay

behtay aansu meray tuloo-e-sehar talak
nakardah jurm-e-wafa ke daagh dhoo rahey thay

waqt-e-judaie bheegi palkoon taley wo muskayea tha
uss husn-e-adda pe sung meray taare bhi roo rahey thay

jaan-e-jaanan tujhe kia khabar baad teray
slug slug kar misl-e-koyela rakh hoo rahey thay

jab se dekhi hai hamne duniya kareeb se

jab se dekhi hai hamne duniya kareeb se
lagne lage hai saare rishte ajeeb se

Tuesday, April 6, 2010

Hum’zubaan mere they in ke dil magar achey na they,

Hum’zubaan mere they in ke dil magar achey na they,
Manzilain achi thee’n mere hum’safar achey na they,

Jo khabar pohanchi yahan tak asal surat mein na thi,
Thi khabar achi magar ehl-e-khabar achey na they,

Bastiyon ki zindagi mein be’zari ka zulm tha,
Log achey they wahan ke ehl’e’zar achey na they,

Hum ko khubaa’n main nazar ati theen kitni khoobiyan,
Jis qadar achey lage they is qadar achey na they,

Is liye aayi nahin ghar mein mohabbat ki hawaa,
Is mohababt ki hawaa ke muntazir achey na they,

Ik khayal-e-haam hi murshad tha in ka aye Munir,
Yaani apne sheher mein ehl-e-nazar achey na they..

Sulagti Raat Ghani Chandni Si Hoti Hai

Sulagti Raat Ghani Chandni Si Hoti Hai
Tumhare Sath Ye Duniya Nayi Si Hoti Hai

Gale Mein Uske Khuda Ki Ajeeb Barkat Hai
Wo Bolta Hai To Ik Roshni Si Hoti Hai

Kiran Nikalne Se Pehle Gulab Dekhe Hai
Tumhari Yaad Mein Wo Tazgi Si Hoti Hai

I have you! If you hate me

I have you! If you hate me, shoot me with an arrow, but please not on the heart coz that's were you are

Monday, April 5, 2010

Having "WIFE" Is A

Having "WIFE" Is A
Part Of Living...

But

Having "GIRLFRIEND"
Along With The "WIFE" Is
Art Of Living

Mujhe Maloom Hai Mera Mukadar

Mujhe Maloom Hai Mera Mukadar Tum Nahi
Lekin Meri Takdeer Se Chup Kar Mere Ek Baar Ho Jao

Aee Khuda Mujhey woo Moo'Ajzaat Chahie'n

Aee Khuda Mujhey woo Moo'Ajzaat Chahie'n
Hoo'n Mein uss Ke Ru-Ba-Ru Aese Halaat Chahie'n

Chahta Hoo'n Ke Is Purr Amaan Zindagi Mein Abb
Kuch Wehshatay Aur Kuch Hadsaat Chahie'n

Tera Saath Zindagi Se Juda Agar Huwa
Mujhey Eik Nahi Be-Shumaar Amwaat Chahie'n

Eik Umer Guzri Tanhaie Meri Hum-Safar Rahi
Khali Hai'n Mere Haath Tere Haath Chahie'n

Meri Jaan Meri zingadi Mera Gudda
Sun'nay Ke Liye Humey Aese iLzamaat Chahie'n

Teri eik Jhalak Ke Liye Piyasi Hai'n Nigahe'n meri
Her Pal Hoo Deedar Tera Humey Woo iKhtiyaraat Chahie'n

Kis Garj Se barasti Hai'n Yee Kaali Ghataie'n
Humey Zulfoo'n Ki Tere Barasnee ke Inamaat Chahie'n


Tere Husn Ke Baab Mei'n Apna Hoo Yee MaQam HASSAN
Meer-o-Jigr Se Onchi Humey Apni Ghazaliyaat Chahie'n

Aee Khuda Mujhey woo Moo'Ajzaat Chahie'n
Hoo'n Mein uss Ke Ru-Ba-Ru Aese Halaat Chahie'n

Haqeeqaton Ka Tasawwur Muhaal Lagta Hai

Haqeeqaton Ka Tasawwur Muhaal Lagta Hai
Ksi Ki Yaad Me Rehna Kamaal Lagta Hai.

Log Thak Haar kr So jaaty hain Lekin Jana

Log Thak Haar kr So jaaty hain Lekin Jana...
Hum ne Khush Ho k Tera Dard saha Shaam k bad

Saturday, April 3, 2010

Zara Tum Chal Ke Aa Jatey, Zara Ham Jhuk Ke Mil Letey

Zara Tum Chal Ke Aa Jatey, Zara Ham Jhuk Ke Mil Letey
Shirakat Se Chala Kartey Hain Karobar Duniya Ke

Ab kon aaye ga tery shehar main

Ab kon aaye ga tery shehar main . ?
Kis ne loot liye hain qaafley tery. .

Abhi tou wo sadiyon ki musafat pe khara hai
Kahan gaye jo tay kiye thay faslay tery. .

Tu ghair’on pe kia bharosa karay ga
Loot gaye tujhay apnay tery. .

Jisay tu jaan sey aziz samajhta tha ‘GUL’
Aj wo torr gaya hai sapney tery. .!

Hum tere dar se maang kar tahi daman hi rahe

Kasa bhi khali raha or khudari bhi ghai

Ghurbat se tu ab ke ajab haal huwa he
Munh ka niwala bhi gaya or wazah dari bhi gayi

Tere hijran main main ye haal huwa he ke ab tu
Wo naley bhi gaye aur ashak aawri bhi gayi

muhabbat ka pasha ab kiya majra sunayen tumhen
Wo diwane bhi gaye aur sung bari bhi gayi

Maine Har Daur Mein Insaan Hi Marte Dekha Hai

Maine Har Daur Mein Insaan Hi Marte Dekha Hai
Ishq Kambakht Tujhe Maut Kyon Nahin Aati

Muddaton Baad To Neend Aayi

Muddaton Baad To Neend Aayi, Us Par,
Khwabon Me Tumne Aa Kar Phir Jaga Diya

Friday, April 2, 2010

Khud ko chup karak main aj boht roya

Khud ko chup karak main aj boht roya

purani yadoon ko gunguna k main aj boht roya

tanhai k gumse nidhal ho ker

teri tasveer galy laga k aj boht roya

apnon ne jo kia wo sb bhula dia

ghayron ko aazma k main aj khoob roya

main kahan is qabil k wo mulaqaat karen

khwahishon ko dabo dabo ke main khoob roya

Doctor to sardar : You will die within 2 hours.

Doctor to sardar : You will die within 2 hours.
Do you want to see any one before you die?
Sardar : Yes. A good doctor.

Wo aaj bhe sadyon ki masafat pe kharha hai

Wo aaj bhe sadyon ki masafat pe kharha hai
Dhonda tha jisay waqt ki dewaar gira kar

Iss shab ki muqaddar mein sahar hee nahe Mohsin
Dekha hai kae baar chiraghon ku bujha kar

Kuch Waqt Ki Rawani Ne Hame Yun Badal Diya

Kuch Waqt Ki Rawani Ne Hame Yun Badal Diya
Wafa Par Ab Bhi Qaym Hain, Mager Mohabbat Chor Di Hum Ne

Husband texts to wife on cell..

Husband texts to wife on cell..

"Hi,what r u doing Darling?"

Wife: I'm dying..!

Husband jumps with joy but types "Sweet Heart, how can I live without U?"

Wife: "U idiot! I'm dying my hair.."

Husband: "Bloody English Language!

Tujh Ko Nahin Ahsaan, Keh Aye Dil Teri Khatir

Tujh Ko Nahin Ahsaan, Keh Aye Dil Teri Khatir,
Ek Shakhs Barey Kaam Ka, Be_Kaar Hua Hai

Thursday, April 1, 2010

Tujhe dhoondti rahi chashm-e-tar

Tujhe dhoondti rahi chashm-e-tar, tera nam wird-e-zuban raha,
na harum ka mujhko khayal tha, na sanam’kaday ka guman raha,

Teri chashm-e-naz ka may’kada mujhe be’nayaz sa kar gaya,
na shaoor-e-kon-o-makan raha, na khayal-e-sood-o-zayan raha,

kaday waqt mein jo mein ghir gaya, teri yaad hi bani mojza,
shab-e-hijr mein bhi ay Jan-e-jaan, teri qurbaton ka saman raha,

Mujhe zindagi se bhi pyar tha, Mujhe Ishq se bhi Aqidatain,
Go, boht kathan thay rastay, tera sath tha, mein rawan raha

Apnay khaNjar ko jaisay chahay aazmaa lay

Apnay khaNjar ko jaisay chahay aazmaa lay
Ki teri hasrat bhi na rehay baaki
Jab talak chaahay latka lay mujhay
TanhaaioN ki saleeb
Jab talak chaahay aasraa na day
Meray thakay muqaddar ko
Tujhsay nighaiN milaanay ka jurm kiya
Jaantaa hooN
Magar us jurm pay fakhar hai mujhko
Naaz hai mujh ko
Zabt kar tu apni yeh badghumaan haNsi
Ki main ab bhi tujh say reham ka talabgaar nahi
Aayaa hooN jo laykar apna lahuluhaan wajood
To sirf itna bataanay
“K tu bara lay tareeqiaN kitni bhi magar
Ahad meray kay kadam na dagmagaiNagay
Jab talak raushan haiN meray khwaaboN kay chiraagh
Tu kuch bhi nahiN
Kuch bhi nahiN