Sunday, May 17, 2009

Meri Kahani Suna Raha Tha – Ajnabi Shayari

Meri Kahani Suna Raha Tha – Ajnabi Shayari

Woh Kaath Ke Purze Ura Raha Tha
Hawaoon Ka Rukh Dikha Raha Tha

Kuch Aur Bhi Ho Gaya Numaayan
Main Apna Likha Mita Raha Tha

Wo Ek Din Ek Ajnabi Ko
Meri Kahani Suna Raha Tha

No comments:

Post a Comment