Thursday, October 2, 2008

Chhoo Lain Aasmaan

Chhoo Lain Aasmaan
Hum Aao Bantain Khushiyan
Har dil ka Hai Armaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan

Zinda Hain JazzBay
Humko Yaqeen Hai
Saaray Jahaan mein
Hum sa Nahin Hai..!
Jeetain gay Har Damm
Hai ye Eemaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan

Khush haliyaan hon
Har soo Humaray
Utrain Yahan par
Sb Chand Taaray
Hai pyari Dharti
Apni Pehchaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan

Chhoo Lain Aasmaan
Hum Aao Bantain Khushiyan
Har dil ka Hai Armaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan

No comments:

Post a Comment