Friday, February 1, 2008

Behak kar bagh-e-janat se chala aya tha dunya main

Behak kar bagh-e-janat se chala aya tha dunya main
Suna hai bad mehshar phir ussi janat ki dawat hai
Chala to jaon janat main magar yeh soch kar chup hon
Main adam zad hon mujhko behak jane ki adat hai

No comments:

Post a Comment