Friday, January 4, 2008

kabhi yun b aa meri ankh mein meri nazar ko khabar na ho

kabhi yun b aa meri ankh mein meri nazar ko khabar na ho
mujy aik raat nawaz dey magar us k bhad subha na ho

woh bara raheem-o-kareem hai mujy yeh sift b aata kary
tujy bhulny ki dua karun aur meri dua mein asar na ho

No comments:

Post a Comment