Mere Zindgi Ka Bhi Ek Ajeeb Fasana Hai.
Who na karta apna na hone deta bighana hai.
Rooz milta hai dhiro batein karta hai.
Magr os k dil mein kise aur ka tikana hai.
Dukhe hota hai to mujhe apno k dukh sunata hai.
…Phr mera dil mujh se larta hai.
Aryan tujhe bhi to ek wada nibhana hai.
Tu ne har hal mein ose hansana hai
No comments:
Post a Comment