Tum kyun bane the dil ka sahara jawab do
Ab kahan hai wo pyar tumhara jawab do
Kis ko tha naz apni adaon pe har ghari
Kis ne kya wafa se kinara jawab do
Hum to seh na sakein ge judai ka gham
Ye qaul tha tumhara ke humara jawab do
Ik taraf zindagi ik taraf maut hai dost
Ab kis taraf karun ishara jawab do
No comments:
Post a Comment