Saturday, February 18, 2006

Apni ankhon k samundr me utar jaany dy

Apni ankhon k samundr me utar jaany dy
tera mujrim hun mujhy doob k mer jaany dy

ay naey dost main samajhun ga tujhy bhi apna
pehly maazi ka koi zakhm to bhar jaany dy?..!!

aag dunyaa ki lgaai hui bhuj jay giiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
koii aansu mery daaman pe bikhar jaany dy

zakhm kitny teri chahat se mily hain mujh ko
sochta hun k kahon tujh se magar jaany dy

No comments:

Post a Comment