Sunday, October 2, 2005

Kuch is tarah ka bhi karte hain hum ghazab dono

Kuch is tarah ka bhi karte hain hum ghazab dono
Ke rooth jate hain aapas mein be-sabab dono

Karain jo beth kar batain to baat ban jaye
Ke baat aik hi karte hain mil ke lab dono

No comments:

Post a Comment